Sunday, March 9, 2008

utter crap!!!

ok lets do with these quick and fast........


posting all the crap ones here:-


1) ek khata ki itti badi saja jayaaz nai,
dil dukha tha agar aapka,
to badle mein dil jalana, zayaj nai....





2) fir vo pagalpan ke lamhe yaad karta hun,
fir teri muskurahat yaad karta hun,
chaha tha tujhe kabhi ,
is bevkoofi ke liye khud ko tujhse jyada galiya deta hun....




3) gujre lamho par lamhe muskurate hai,
bichde suro se dil ke taar jud jaate hai,
mohhabat to sab karte hai,
par prabhu, beda par kisi kisi ka lagate hai.........




4) humare liye ruthna unka nazayaj tha,
manana humara nakamyab tha,
unke liye aansu humare nazayaj the,
isliye pouchna kaam unka na tha.....




5) aaankho pe teri aaj bi marta hun,
na jaane kyu ab bi tujhse hi pyaar karta hun,
ladkiya to bahut hai...
na jaane kyu fir bi tera hi intezaar karta hun....


ok enough......


got done with crap.......

No comments: